Mayoosiyat


Tumhe, tumhara itarna,
muskarana, lad jana,
Sajna sawarna, sharmana
Mastikhor sa chillana
Aur tumhari baatien char
Kalam, kavita, kajal, pyaar

Kahin main ye sab bhul na jaun
Is mayoosiyat ko chhipa sanjho kar rakhta hun

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *